Poetry

180+ Intezar Poetry in Urdu | انتظار پوٹری | Tera Intezaar

Best Intezar Poetry in Urdu

Intezar Poetry Urdu

Tera Intezaar Poetry in Urdu

یے آنکھیں دن بھر کچھ تلاشتی رہتی ہے
کوئی توہ ہے جس کا انہیں انتظار ہے

Yëh aankhëin din bhar kuch talaashti rëhti hai
Koi toh hai jis ka inhëin intëzaar hai.

ماتھے کو چوم لوں میں اور انکی زلفی بکھر جائے
ان لمحوں کے انتظار میں کہیں زندگی نا گزر جائے

Maathë ko choom loon main aur unki zulfë bikhar jaayë
In lamhon kë intëzaar mëin kahin zindagi na guzar jaayë.

مدتوں سے اسکے انتظار میں ہوں کہیں پڑھ لیا تھا
کے سچی محبّت لوٹ کر آتی ہے

Muddaton së uskë intëzaar mëin hoon kahin padh liya tha
Kë sacchi mohabbat laut kar aati hai.

پھر مقدر کی لکیروں میں لکھ دیا انتظار
پھر وہی رات کا عالم اور ہم تنہا تنہا

Phir muqaddar ki lakëëron mëin likh diya intëzaar
Phir wohi raat ka aalam aur hum tanha tanha.

اس عشق کی آگ میرے دل کو آج بھی جلایا کرتی ہے
جدا ہوئے توہ کیا ہوا یے آنکھ آج بھی انکا انتظار کرتی ہے

Us ishq ki aag mërë dil ko aaj bhi jalaaya karti hai
Juda huë toh kya hua yëh aankh aaj bhi unka intëzaar karti hai.

Previous page 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10Next page

2 Comments

Back to top button