Poetry

180+ Waqt Poetry in Urdu | وقت پوٹری | Poetry on Time in Urdu

Best Waqt Poetry in Urdu

Waqt Poetry in Urdu English

Nawa e Waqt Poetry in Urdu

وقت کے بھی عجیب قصّے ہے
کسی کا کٹ تا نہیں اور کسی کے پاس ہوتا نہیں

Waqt kë bhi ajëëb qissë hai
Kisi ka kat ta nahi aur kisi kë paas hota nahi.

کچھ اس طرح سے سودا کیا مجھ سے میرے وقت نے
تجربے دیکر وہ مجھ سے میری نادانیاں لے گیا

Kuch iss tarah së sauda kiya mujhsë mërë waqt në
Tajurbë dëkar woh mujhsë mëri naadaaniyaan lë gaya.

سدا عیش دوراں دکھاتا نہیں
گیا وقت پھر ہاتھ آتا نہیں

Sadaa aish dauraan dikhaata nahi
Gaya waqt phir haath aata nahi.

جب وقت جواب دیتا ہے
گواہوں کی ضرورت نہیں پڑتی

Jab waqt jawaab dëta hai
Gawaahon ki zaroorat nahi padti.

وقت ہی کہاں ہے قسمت کو آزمانے کے لئے
وقت سے ہی دوڑ لگا رہے ہے وقت کو پانے کے لئے

Waqt hi kahan hai qismat ko aazmaanë kë liyë
Waqt së hi daud laga rahë hai waqt ko paanë kë liyë.

Previous page 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14Next page
Back to top button